MOHAMMAD RAFAY JAAMI

कुछ दोस्त मेरे उसके हुए संग यहाँ पर
दुश्मन यूँही तो जीत गया जंग यहाँ पर

फिर शोला-बयानी ने तेरी आग लगा दी
फिर अम्न का माहौल हुआ भंग यहाँ पर

ये वक़्त ही जब रंग बदलता रहे जामी
हालात पे चढ़ते हैं कई रंग यहाँ पर
MOHAMMAD RAFAY JAAMI

Kuch dost mere uske hue sang yahaan par
Dushman yunhi to jeet gaya jang yahaan par

Phir shola-bayaanee ne teri aag laga di
Phir amn ka maahaul hua bhang yahaan par

Ye waqt hi jab rang badalta rahe Jaami
Halaat pe chadhte hain kai rang yahaan par
MOHAMMAD RAFAY JAAMI

Kuch dost mere uske hue sang yahaan par
Dushman yunhi to jeet gaya jang yahaan par

Phir shola-bayaanee ne teri aag laga di
Phir amn ka maahaul hua bhang yahaan par

Ye waqt hi jab rang badalta rahe Jaami
Halaat pe chadhte hain kai rang yahaan par
MOHAMMAD RAFAY JAAMI

MOHAMMAD RAFAY JAAMI | We The Sukhanwar