मिरे रैदास, कविरा के भजन का रूप है हिन्दी
"निराला" और "दिनकर" के सृजन का रूप है हिन्दी
चली 'तुलसी' की चौपाई से और "अज्ञेय" तक पहुँची
विरह ये 'उर्वशी' की है 'गबन' का रूप है हिन्दी
सिखाती सभ्यता सबको, है पूरित संस्कारों से
सजी है लट् - लकारों से, वचन का रूप है हिंदी
Mukesh Chanchal
Mire Raidas, Kavira ke bhajan ka roop hai Hindi
"Nirala" aur "Dinkar" ke srijan ka roop hai Hindi
Chali 'Tulsi' ki chaupai se aur "Ajgyey" tak pahunchi
Virah ye 'Urvashi' ki hai 'Gaban' ka roop hai Hindi
Sikhati sabhyata sabko, hai poorit sanskaron se
Saji hai latt - lakaron se, vachan ka roop hai Hindi
Mukesh Chanchal