सीना-ए-शौक़ में वो ज़ख़्म कि लौ दे उठ्ठे
और भी तेज़ ज़माने की हवा हो साक़ी
Asrar-Ul-Haq Majaz
Seena-e-shauq mein wo zakhm ki lau de utththe
Aur bhi tez zamaane ki hawa ho saaqi
Asrar-Ul-Haq Majaz
سینۂ شوق میں وہ زخم کہ لو دے اٹھّے
اور بھی تیز زمانے کی ہوا ہو ساقی
Asrar-Ul-Haq Majaz