हम आशिक़-ए-ग़ज़ल हैं तो मग़रूर क्यों न हों
आख़िर ये शौक़ भी तो नवाबों का शौक़ है
Charagh Sharma
Hum aashiq-e-ghazal hain to maghrur kyun na hon
Aakhir ye shauq bhi to nawabon ka shauq hai
Us shakhs ke fareb se waaqif hain hum magar
Kuch apni pyaas ko hi saraabon ka shauq hai
Girne do, khud sambhalne do, aise hi chalne do
Ye to ‘Charagh’ khana-kharabon ka shauq hai
Charagh Sharma
ہم عاشقِ غزل ہیں تو مغرور کیوں نہ ہوں
آخر یہ شوق بھی تو نوابوں کا شوق ہے
Charagh Sharma